RELAY MODULE CIRCUIT
Relay module circuit kese banay
Is post men men apko batane bala hun ki ap kese be asani se relay module ka circuit bana sakte ho is circuit ko banana bahut hi asan hen is men genral components hi use kiye jate hen.
ap jante hi hoge kirelay moule ka upyog kab kiya jata hen nahi bhi jante ho to men apko bata deta hu iska upyog low voltage ya current ke jariye kisi high voltage supply ko on ya off karne ke liye kiya jat he .
is module ko bahut se circuit switch our arduino board ke sath use kiya jata hen.
to chaliye shuru karte hen ki is ko kese banate hen.
Required Components
- 12 Volt Relay
- D882P NPN Transistor
- BC 557 ya BC 558 PNP Transistor
- 1 k Resistance
- 5-10 k Resistance
- PC 817 ya PC 818 Optocoupler IC
- Some wires
- bread board or PCB board
Conditions
Input voltage adhik nahi hona chiye nahi to optocupler ic damage hosakti he nahi current adhik ho
input voltage 1-5 volt hona chiye ic ke output men direct relay nahi jodna he nahi to ic damage ho sakto hen
Thank You
0 comments:
Post a Comment