NOR GATE CIRCUIT DIAGRAM
NOR GATE CIRCUIT KESE BANAY
Is post men men apko NOR gate banane ke bare man bataunga ki kis tarha nor gate ka circuit banaya jay ?
Agar apko nahi pata ki nor gate kya hota he to pehle yah jan lete hen .
NOR gate ek electronic gate he yah OR + NOT gate ko ak sath jodkar banaya jata he.
NOR gate ak digital electronics circuit men use hone bala circuit he iska upyog digital components banane ke liye kiya jata he ap jitne bhi gates ke bare men padenge to un ko acche se samach len kyu ki gates he electronics circuit ke main circuits he inke binka kisi bhi microprocessor ya kisi bhi complicated circuit ko nahi banaya ja sakta he .
NOR gate ak aisa circuit he jismen two input our one output hota hen . Yadi ap dono input men se kisi bhi ak input men input 1 YA HIGH doge to apko output men 0 ya LOW prapt hoga yadi ap dono INPUT men HIGH YA 1 dete ho to apko OUTPUT men 0 ya LOW prapt hoga.lekin yadi ap dono input men LOW ya 0 dete ho to apko OUTPUT men 1 ya HIGH prapt hoga . Isko or bhi acche se ap truth table ke jariye jan sakte hen.
Ismen one ya high se matlab ki ap input men positive voltage input karen. Or zero or low se matlab ki ap input men kuch bhi input na karen ya use negative pin se connect kar den. Same output ke liye bhi yahi matlab hen . To chliye suru karte hen.

TRUTH TABLE
Y=!(A+B)
INPUT | OUTPUT | |
---|---|---|
A | B | Y |
0 | 0 | 1 |
0 | 1 | 0 |
1 | 0 | 0 |
1 | 1 | 0 |
NECESSARY COMPONENTS
BC 547 ya BC 548 TRANSISTOR --2
Bc557 ya Bc558 TRANSISTOR --1
Resistance 500 ohm --1
Battery 1 - 12 volts --1
Resistance 100 ohm. --2
Some wire
Bread board
KUCH OUR CIRCUITS -
NAND GATE CIRCUIT KESE BANAY
NOT GATE CIRCUIT KESE BANAY
SYMBOL
CIRCUIT DIAGRAM
![]() |
Www.eccircuit.com |
IC NUMBER = 4001
CONDIATIONS
Input voltage ki value ap 1-12 volts ke bich le sakte hen . Ap low ampear ki battery use karen to jyada sahi hoga .
Output current ki value kam jyada karne ke liye ap apne anusar High ya low output current npn transistor le sakte hen.our 500 ohm resistance ki value kam jyada kar sakte hen bas bahut jyada kam na karen nahi to bah high current ke karan short circuit ho jayega.
THANK YOU FOR READ THIS BLOG ANY ANSWER OR QUESTIONS COMMENTS NOW
0 comments:
Post a Comment