OR GATE CIRCUIT DIAGRAM
OR GATE CIRCUIT KESE BANAY
Is post men men apko OR gate banane ke bare man bataunga ki kis tarha or gate ka circuit banaya jata ?
Agar apko nahi pata ki or gate kya hota he to pehle a jan lete hen .
Or gate ak digital electronics circuit men use hone bala circuit he iska upyog digital components banane ke liye kiya jata he ap jitne bhi gates ke bare men padenge to un ko acche se samach len kyu ki gates he electronics circuit ke main circuits he inke binka kisi bhi microprocessor ya any upkaran ko nahi banaya ja sakta he .
OR gate ak aisa circuit he jismen two input our one output hota hen . Yadi ap kisi bhi ak input men input doge to apkl output men one ya high prapt hoga yadi ap dono men input 1 ya High dete ho to apko tab bhi output men one ya high prapt hoga lekin yadi ap input men dono men low ya zero dete ho to output men low ya zero prapt hoga. Isko or bhi acche se ap truth table ke jariye jan sakte hen.
Ismen one ya high se matlab ki ap input men positive voltage input karen. Or zero or low se matlab ki ap input men kuch bhi input na karen ya use negative pin se connect kar den. Same output ke liye bhi yahi matlab hen . To chliye suru karte hen.

TRUTH TABLE
Y=A+B
INPUT | OUTPUT | |
---|---|---|
A | B | Y |
0 | 0 | 0 |
0 | 1 | 1 |
1 | 0 | 1 |
1 | 1 | 1 |
NECESSARY COMPONENTS
BC 547 ya BC 548 TRANSISTOR --1
Resistance 1 K --1
Battery 1 - 12 volts ----1
Resistance 100 ohm. ----2
Some wire
Bread board
KUCH OUR CIRCUITS -
TUCH SWITCH CIRCUIT DIAGRAM KESE BANAY
WATER LEVEL INDICATOR CIRCUIT KESE BANAY
SYMBOL
CIRCUIT DIAGRAM
CONDIATIONS
Input voltage ki value ap 1-12 volts ke bich le sakte hen . Ap low ampear ki battery use karen to jyada sahi hoga .
Output current ki value kam jyada karne ke liye ap apne anusar High ya low output current npn transistor le sakte hen.
THANQ FOR READ THIS BLOG ANY ANSWER OR QUESTIONS COMMENTS NOW
0 comments:
Post a Comment